InspirationQuotes

15 best Inspiring Rahat Indori Shayari

The year 2020 is being unfair each day. We were already in the shock of the death of gems like Irrfan Khan, Shushant Singh and other celebrities for a long time and now, the famous Urdu poet, Rahat Indori left us last evening (11th August, 2020). He was one of the best Urdu poets. His contribution to the Urdu literature is unmatchable and exceptional.

Rahat Indori was also a good lyricist and author. He is no more but some of his best Shayaris will always stay with us. Let us have a look at the most popular Shayaris of Rahat Indori. They are as under:

1. “ us ki yaad aai hai sanso zara ahista chalo

dhadkanon se bhi ibadat mein ḳhalal padta hai”

 

2. “Aankh mein paani rakho,

Hothon pe chingari rakho,

Zinda rehna hai toh

Tarkeebein bohot saari rakho.”

 

3. “bimaar ko maraz ki dava deni chahiye

main peena chahta huun pila deni chahiye.”

 

4. “botalen khol kar to pee barson

aaj dil khol kar bhi pee jaae.”

 

5. “Maza chakha ke hi

Maana hoon main bhi duniya ko,

Samajh rahi thi ki

Aise hi chhor dunga use.”

 

6. “Shaḳhon se Toot jaaen vo patte nahin hain ham

Andhi se koi kah de ki auqat men rahe.”

 

7. “ Ek hi nadi ke hain ye

Do kinaare doston,

Dostaana zindagi se,

Maut se yaari rakho.”

 

8. “Bahut ghurur hai dariya ko apne hone par

jo meri pyaas se uljhe to dhajjiyan ud jaaayen.”

 

9. “Ab hum makaan ke tala lagaane wale hain

Pata chala hain ki mehaman aane wale hain”

 

10. “Na ham-safar na kisi ham-nashin se niklega

hamare paanv ka kanta hami se niklega.”

 

11. “Pyaas toh apni saat samandar jaisi thi,

Nahaq humne baarish ka ehsaan liya.”

 

12. “Naye kirdaar aate jaa rahe hain,

Magar naatak puraana chal raha hai.”

 

13. “Roz patthar ki himayat mein ghazal likhte hain

roz shishon se koi kaam nikal padta hai.”

 

14. “Zubaan toh khol,

Nazar toh mila,

Jawaab toh de.

Main kitni baar lutaa hoon,

Mujhe hisaab toh de.”

 

15. “vo chahta tha ki kaasa ḳharid le mera

main us ke taaj ki qimat laga ke laut aaya.”

 

Hope you enjoyed these Rahat Indori Shayari.

These shayaris of Rahat Indori tell a lot about feelings, love and other emotions. He will stay in our hearts forever. His poems and shayaris will motivate us even in the darkest days. Rahat Indori was the true poet with a smile on his face that we cannot forget.